Thursday, 27 September 2012

Diwali Shayri

Deepawali hai parv deepo ka
Khushiyon ka
apnapan ka
achhai ka
Ujalo ka
Ullas ka
Wishing all a Very Happy Deepawali.
::::::::::
ho khusiyo aprampar,
sara jahan aar-paar,
daman na chodein ye aapka,
pyaar mile aapko sabka..
happy diwali.

.::::::::::
Laxmi Devi kripa aapke upar barse,
har koi aapse LOAN lene ko tarse,
Bhagwan aapko de thele bhar ke paise,
ki aap chillar pane ko tarse.
WISH U A VERY HAPPY DIWALI!
 
::::::::::
Diwali ke Is Mangal Avsar par,
Aap Sabhi ki Manokamna Puri ho,
Khushiyan Apke Kadam Chume,
Isi Kamna ke Saath aap Sabhi ko,
Diwali ki Dhero Badhaiyan.

 ::::::::::
Hai Roshni ka ye Tyohar
Laye Har Chehre par Muskaan
Sukh aur Samridhi ki Bahaar
Samet lo Saari Khushiyan, Apno ka Saath aur Pyar
Is Pawan Avsar par, Aap sab ko Diwali ka pyar...

 ::::::::::
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye.

.::::::::::
Deep Jalty jagmagate rahin,
Deep Jalte jagmagate rahin,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahin,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahin…’
Happy Diwali
 
::::::::::
Aayi hai diwali dekho
Sang layi khushiya dekho..
Yehan wahan jahan dekho
Aaj deep jagmagate dekho
*Happy Diwali*
::::::::::
 Deep Jalte Jagmagate Rahe,
Hum Aapko Aap Hame Yaad Aate Rahe,
Jab Tak Zindagi Hai, Dua Hai Hamari
Aap Chand Ki Tarah Jagmagate Rahe.
“Happy Diwali”

 ::::::::::
Khub Meete Meete Pakwan Khaye,
Sehat Me Char Chand Lagaye,
Log To Sirf Chand Par Gaye Hai
Aap Us Se Bhi Upar Jaye,
Diwali Par Hamari Yahi Hai Shubhkamnaye!

 ::::::::::
Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aas pas ghumti rahe,
Yash Itna faille ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,
Happy Diwali...
 ::::::::::
Dhamako Ki Shuruat, Pataakho Ki Bauchar,
Suraj Ki Kirne, Apno Ka Pyaar,
Jivan Main Ho Khushiya Apar.
Mubaark Ho Aapko Dipawali Ka Tyohaar
::::::::::

No comments:

Post a Comment