Thursday 27 September 2012

A New Friend

Some time ago, I found a new friend,
A girl in my life was like a new trend,
In the starting, she thought I’m proudy and arrogant,
But now she thinks of me as someone who is cunning and intelligent…

She is a great person as well a good friend,
I like everything in her from her walking style to the way she stand,
From her clothes, footwear and the bag in her hand,
And even a small thing like her hair’s rubber band…

As time passes, my feelings for her are getting an extend,
I wanna share everything with her from start to end,
I wanna walk with her hand in hand,
I wanna have a relation which is more than just a friend,
In simple words, I want her to be my girlfriend…

I like her and will love her till my life end,
I have a hole in my heart which only she can mend,
She doesn’t love me is what she pretend,
But I won’t let my story to have a sad end…

NOTHING IS LOST IN THIS WORLD

KUCH NAHIN KHOTAA YAHAAN,
KUCH NAHIN MARTAA YAHAAN,
AANKH KA DHOKHA HAI BUS,
KAYANAAT MAIN RAHTA HAI SAB
KIS BAAT KA TU GUM KAREY,
KIS BAAT PAR ROUTA HAI TU,
DARKAAR KIYON US CHEEZ KI,
JO MITT RAHEE HER PAL YAHAAN
MANN KA HAI YEH SWAANG SAB,
MOHH KE BHANDHAN HAIN YEAH,
TU JAANTA HAI YEAH AGAR,
PHIR BAHES KOI, KIYON KAR LAGAY.

Happy Dashahara

Chandan Ki Khushbu Resham Ka Haar,
Saawan Ki Sugandh Baarish Ki Fuhar,
Radha Ki Ummide Kanhaiya Ka Pyar,
Mubarak Ho Apko NAVRATRI Ka Tyohar.
: : : : : : : :
Jyot se jyot jagete chalo, Prem ki Ganga bahate chalo
Rah me aaye jo din dukhi sab ko gale se lagete chalo.
Din Aayega sabka Sunehra. Isliye meri aur se happy dassara.
: : : : : : : :
Chand Ki Chandani,
Basant Ki Bahar.
Phoolo Ki Khushbu,
Apno Ka Pyar.
Mubarak Ho Aapko NAVRATRI Ka Tyohar
Sada Khush Raho Aap…
Happy Durga Puja
: : : : : : : :
Durga Puja Khushio ka,
Ujalo ka, Umeedon Durga ka….
Is Durga puja Aapki Zindagi
khushiyon se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho,
Ghar par Maa Durga ka Aagman ho…
Happy Durga Puja!
: : : : : : : :
Pyar ka tarana uphar ho
Khushiyo ka nazrana beshumar ho
Na rahe koi gam ka ehsas
Aisa navratra utsav is saal ho!
Happy Navratri
: : : : : : : :
Is Durga Puja aapki zindagi khushion se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho,
Ghar par Maa Durga ka aagman ho…
Happy Durga Puja
: : : : : : : :…

Happy Deewali

Dhamako Ki Shuruat, Pataakho Ki Bauchar,
Suraj Ki Kirne, Apno Ka Pyaar,
Jivan Main Ho Khushiya Apar.
Mubaark Ho Aapko Dipawali Ka Tyohaar
::::::::::::::::::
Roshni bhi hogi, honge chirag bhi
Awaaz bhi hogi, honge saaz bhi
par na hogi uski parchai, na uski aahat
Bahot suni hogi yeh diwali
Bin sanam kaise milegi mujhe rahaat
::::::::::::::::::
Diwali Aaye Apne sang Khushiyon ki Bahar laye,
Jagmagate Diyo Se Diwali Ka Swagat Karo,
Aap Sabhi ko Diwali ke Shubh Avsar par,
Dher Saari Shubkamnayein.
::::::::::::::::::
Raat ko jalde sy nendh a gai,
Subh uthy to diwali a gai,
Socha send karon ap ko diwali sms,
Daikha to aap ke b miss call a gai..
Wish you a very Happy Diwali.
::::::::::::::::::
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen,
Dukhon ka naas karen.
Prem ki phuljhari aur anar aapke ghar ko roshan kare.
Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen.
Happy deepawali
::::::::::::::::::
Roshan Ho Deepak Sara Jag Jagmagaye,
Liye Sath Sita Maiyya Ko Ram Jee Hain Aaye,
Har Shahar Yu Lage Mano Ayodhya Ho
Aao, Har Dwar Har Gali Har Mod Pe Hum Deep Jalaye. Happy Diwali
::::::::::::::::::
maine deepawali ke diye jalaye hai intezar me aapke, 
gamo ke andhere door bhagaye hai raste se aapke, 
aap aao ya naa aao mere ghar main,
khushiyon ki saugaat ghar bhijwaaie hai aapke
::::::::::::::::::
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj,
Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye.
::::::::::::::::::
 chirago ki mahphil saji hai diwali, 
khushiyon se daman kabhi na ho khali, 
happy diwali happy diwali, 
ujalo ke sang- sang puje hai kali, 
jai mata kali happy diwali.
 ::::::::::::::::::
diwali se roshan chiragon ki mahphil,
phute phatake na phute kahin dil,
jalao diyen na jalao kahin dil, 
khushiyan lutao sab se gale mil.
Happy diwali
::::::::::::::::::
diwali ka yeh pyara tyohar, 
jivan bhar laye khushiya apaar, 
luxmi ji viraje aapke dwar, 
shubkamna hamari kare sweekar.
::::::::::::::::::

Diwali Shayri

Deepawali hai parv deepo ka
Khushiyon ka
apnapan ka
achhai ka
Ujalo ka
Ullas ka
Wishing all a Very Happy Deepawali.
::::::::::
ho khusiyo aprampar,
sara jahan aar-paar,
daman na chodein ye aapka,
pyaar mile aapko sabka..
happy diwali.

.::::::::::
Laxmi Devi kripa aapke upar barse,
har koi aapse LOAN lene ko tarse,
Bhagwan aapko de thele bhar ke paise,
ki aap chillar pane ko tarse.
WISH U A VERY HAPPY DIWALI!
 
::::::::::
Diwali ke Is Mangal Avsar par,
Aap Sabhi ki Manokamna Puri ho,
Khushiyan Apke Kadam Chume,
Isi Kamna ke Saath aap Sabhi ko,
Diwali ki Dhero Badhaiyan.

 ::::::::::
Hai Roshni ka ye Tyohar
Laye Har Chehre par Muskaan
Sukh aur Samridhi ki Bahaar
Samet lo Saari Khushiyan, Apno ka Saath aur Pyar
Is Pawan Avsar par, Aap sab ko Diwali ka pyar...

 ::::::::::
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye.

.::::::::::
Deep Jalty jagmagate rahin,
Deep Jalte jagmagate rahin,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahin,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahin…’
Happy Diwali
 
::::::::::
Aayi hai diwali dekho
Sang layi khushiya dekho..
Yehan wahan jahan dekho
Aaj deep jagmagate dekho
*Happy Diwali*
::::::::::
 Deep Jalte Jagmagate Rahe,
Hum Aapko Aap Hame Yaad Aate Rahe,
Jab Tak Zindagi Hai, Dua Hai Hamari
Aap Chand Ki Tarah Jagmagate Rahe.
“Happy Diwali”

 ::::::::::
Khub Meete Meete Pakwan Khaye,
Sehat Me Char Chand Lagaye,
Log To Sirf Chand Par Gaye Hai
Aap Us Se Bhi Upar Jaye,
Diwali Par Hamari Yahi Hai Shubhkamnaye!

 ::::::::::
Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aas pas ghumti rahe,
Yash Itna faille ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,
Happy Diwali...
 ::::::::::
Dhamako Ki Shuruat, Pataakho Ki Bauchar,
Suraj Ki Kirne, Apno Ka Pyaar,
Jivan Main Ho Khushiya Apar.
Mubaark Ho Aapko Dipawali Ka Tyohaar
::::::::::

Wednesday 26 September 2012

Durga Pooja Shayri

N-Nav chetna
A-Akhand jyoti
V-Vighna nashak
R-Ratjageshwari
A-Anand dayi
T-Trikal darshi
R-Rakshan karti
A-Anand mayi Maa
Nav Durga bless u. 
:::::::::::::
Maa ki jyoti se noor milta hai.
Sabke dilon ko surur milta hai.
Jo bhi jata hai mata ke dwar,
Usse kuch na kuch jarur milta hai.
:::::::::::::
Khushiyan aapki kabhi kam na ho
Daman mein aapke koi kanta na ho
Jab bhi koi musibat aaye
Toh Maa Durga aapke saath ho
*Haapy Durga Puja*
:::::::::::::
Ambe hai tu jagdambe kali,
Jay durge khappar wali!
Teri hi gun gawe bharati,
Woh maiya hum sab utare teri aarati!
Charan saran mein khande tumhari,
Le puja ke thali!
Barad hast sar par rakh do,
Maa sankat harne wali!
:::::::::::::
Jaise Ram ji ne Jeeta Lanka Ko,
Waise app bhi jeeten saari duniya.
Is dussehre mil jayen app ko,
Duniya bhar ki saari khushiyan.
Happy dussera....
:::::::::::::
Burai par acchai ki jeet !
Dussehra lata hai ek ummed..
Ravan ki tarah hamare dukhon ka ant ho….
ek nai shuruat ho ek naye savere k saath…
:::::::::::::
Pyar Ka Tarana Uphar Ho
Khushiyo Ka Nazrana Beshumar Ho
Na Rahe Koi Gam Ka Ehsas
Aisa Navratra Utsav Is Saal Ho
Happy Navratra.
:::::::::::::
Ashirwad bado ka,
pyar dosto ka,
duaen sabki,
karuna rabki,
Durga Puja ki hardik shubhkamnaey.!
:::::::::::::

Good Morning (C)

Subah ka har pal zindagi de aapko
Din ka har lamha khushi de aapko
Jaha gum ki hawa chu k b na guzre
Khuda woh JaNNaT ki zami de aapko
::::::::::::::
Dekho barish ho rahi hai tip tip karke..
Chand soo gya hai apne gharme.
Ab tumvi Good Bye kehedo apni bistar ko,
Nehi to miss kardoge Good Morning ko
::::::::::::::
Gulshan me bhawro ka fera ho gaya,
Purav me suraj ka dera ho gaya.
Muskan k sath aankhe khol pyare,
Ek baar fir se svera ho gaya. 
::::::::::::::
Pani ki bondain phulon ko bhiga rahi hai
Thandi lehren ek tazgi jaga rahi hai,
Ho jaye aap b inme shamil
Ek pyari si subah aapko jaga rahi hai
::::::::::::::
Chandni raat alvida keh rahi he
1 thandi si hawa dastak de rahi he
Uth kar dekho najaro ko 1 pyari si subah aapko
"Good morning" kah rahi he
::::::::::::::
Beet gayi taro wali sunhri raat,
Yaad aayi fir wahi pyari c baat,
Khusiyo se har pal ho Aapki mulaqat,
Isliye muskurakar karna din ki shuruat..
Good Morning.
::::::::::::::
Subah-subah suraj ka sath ho,
gungunate parindo ki awaz ho,
hath maii coffee aur yaado mein koi khas ho,
us khubsurat subah ki paheli yaad aap ho!
::::::::::::::
Subah subah zindagi ki shuruaat hoti he,
Kisi apne se bat ho to khas hoti he,
Has ke pyar se apno ko gudmrng bolo,
toh khushiyan apne aap sath hoti he,
::::::::::::::

shart hain ki...

Hum chale to dooriyan mit jayengi,
par shart hain, ki kadam saath de,
Diye jalane se andhera tal jayega,
par shart hain, hawa saath de,
Mallaon ke baigar bi,kasti kinare panchunchegi,
par shart hain ki, dariyan saath de,
Unki tasveeron ko tho mita chuke, unko bhi bhula denge,
par shart hain ke aaina saath de