Sheher E Dil Mein Har Kisi Ko Basaya Nahi Karte
Khwabo Mein Bina Ijazat Jaya Nahi Karte
Abhi Tau Mausam E Bahar Ke Mazey Liye Jaa
Patjhar Mein Shajhar Kabi Sayaa Nahi Karte
Mera Dil Todne Wale Ise Saath Leta Jaa
Toote Hue Dil Kisi Ke Kaam Aaya Nahi Karte
Dosti Mein Apna Bada Anokha Asool Hai Dosto
Ek Bar Azmaaye Ko Dobaara Azmaya Nahi Karte
Musafir Jab Nayi Manzil Ki Simat Jaate Hain Asghar
Phir Wo Itne Jald Kabhi Laut Aaya Nahi Karte

No comments:
Post a Comment