Sunday, 29 December 2013

Happy New Year 2014 (A)

Troubles as light as Air,
Love as deep as Ocean,
Friends as solid as Diamonds,
And Success as bright as Gold,
These are wishes for you and your family on this New Year.!
Wish you a Happy New Year 2014.




Wish you a,
Jolly January
Fantastic February
Marvelous March
Awesome April
Magnificent May
Joyous June
Juicy July
Aromatic August
Scintillating September
Outstanding October
Nice November
Delightful December
Have a jolly good New Year 2014.





Wishing you:
12 months of happiness;
52 weeks of fun;
365 days of laughter;
8760 hours of good luck;
525600 minutes of joy;
31536000 seconds of success;
And billions of moments of inner bliss!
Trillions of warm wishes for the New Year 2014

Thursday, 25 July 2013

'har haal me khush raho"

Choti si jindagi hai, har baat me khush raho
 jo chehra pass nahi uski aawaj me hi khush raho
koi rutha ho tumse to uske is andaz me bhi khush raho
 jo laut k nhi aane wali un lamho ki yad me hi khush raho
Kal kisne dekha hai tum apne aaj me hi khush raho
apni khushiyon ka intezar mat karo dusro ki muskan me bhi khush raho
kyun tadapte ho har pal kisi k sath ko,kabhi kabhi apne aap me bhi khush raho
Choti si to jindagi hai, jaisi bhi ho har haal me khush raho

In Office



















Boss Says:

Office may Kaam hote hai,
Galtiyon ka sama hota hai,
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hote hai,
Dil ki khunnas BOSS Zabaan se nahi kehte,
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai.

Employee’s reply:

Appraisal hote he,
Disappointment ka sama hota he,
Aise mausam mein hi to Attrition jawan hote he,
Dil ki khunnas HUM jabaan se nahi kehte,
Ye fasana to resignation se bayan hota he.

परिचय

सलिल कण हूँ, या पारावार हूँ मैं
स्वयं छाया, स्वयं आधार हूँ मैं
बँधा हूँ, स्वपन हूँ, लघु वृत हूँ मैं
नहीं तो व्योम का विस्तार हूँ मैं

समाना चाहता है, जो बीन उर में
विकल उस शुन्य की झनंकार हूँ मैं
भटकता खोजता हूँ, ज्योति तम में
सुना है ज्योति का आगार हूँ मैं

जिसे निशि खोजती तारे जलाकर
उसीका कर रहा अभिसार हूँ मैं
जनम कर मर चुका सौ बार लेकिन
अगम का पा सका क्या पार हूँ मैं

कली की पंखडीं पर ओस-कण में
रंगीले स्वपन का संसार हूँ मैं
मुझे क्या आज ही या कल झरुँ मैं
सुमन हूँ, एक लघु उपहार हूँ मैं

मधुर जीवन हुआ कुछ प्राण! जब से
लगा ढोने व्यथा का भार हूँ मैं
रुंदन अनमोल धन कवि का, इसी से
पिरोता आँसुओं का हार हूँ मैं

मुझे क्या गर्व हो अपनी विभा का
चिता का धूलिकण हूँ, क्षार हूँ मैं
पता मेरा तुझे मिट्टी कहेगी
समा जिस्में चुका सौ बार हूँ मैं

न देंखे विश्व, पर मुझको घृणा से
मनुज हूँ, सृष्टि का श्रृंगार हूँ मैं
पुजारिन, धुलि से मुझको उठा ले
तुम्हारे देवता का हार हूँ मैं

सुनुँ क्या सिंधु, मैं गर्जन तुम्हारा
स्वयं युग-धर्म की हुँकार हूँ मैं
कठिन निर्घोष हूँ भीषण अशनि का
प्रलय-गांडीव की टंकार हूँ मैं

दबी सी आग हूँ भीषण क्षुधा का
दलित का मौन हाहाकार हूँ मैं
सजग संसार, तू निज को सम्हाले
प्रलय का क्षुब्ध पारावार हूँ मैं

बंधा तुफान हूँ, चलना मना है
बँधी उद्याम निर्झर-धार हूँ मैं
कहूँ क्या कौन हूँ, क्या आग मेरी
बँधी है लेखनी, लाचार हूँ मैं ।।

Atal Bihari Bajpayee


Sunday, 31 March 2013

Waada Karo . . .


Khusbo’n Ki Tarha Meri Har Saans Mein
Pyar Apna Basane Ka Waada Karo
Rang Jitne Tumhari Mohabbat Ke Hai
Mere Dil Mein Sajane Ka Waada Karo

Hai Tumhari Wafaon Pe Mujhko Yaqeen
Phir Bhi Dil Chata Hai Mere Dil Nasheen
Yunhi Meri Tasalli Ki Khatir Zara
Mujhko Apna Banane Ka Waada Karo

Jab Mohabbat Ka Iqrar Karte Ho Tum
Dharkano Mein Naya Rang Bharte Ho Tum
Barha Kar Chuke Ho Magar Aaj Phir
Mujhko Apna Banane Ka Waada Karo

Sirf Lafzon Se Iqraar Hota Nahin
Ik Janib Se Hi Pyar Hota Hai
Mai Tumhe Yaad Rakhne Ki Khaun Kasam
Tum Mujhko Na Bhulne Ka Waada Karo…

Thursday, 28 February 2013

दोस्त कोई तुम जैसा नहीं मिलता

लोग कहते हैं ज़मीं पर किसी को खुदा नहीं मीलता
शायद उन लोगों को दोस्त कोई तुम-सा नहीं मिलता,


किस्मतवालों को ही मिलता है पनाह कीसी के दिल में
यूं हर शख़्स को तो जन्नत का पता नहीं मिलता,

अपने सायें से भी ज़यादा यकीं है मुझे तुम पर
अंधेरों में तुम तो मिलजाते हो, साया नहीं मिलता,

इस बेवफ़ा ज़िंदगी से शायद मुझे इतनी मोहब्बत ना होती
अगर इस ज़िंदगी में दोस्त कोई तुम जैसा नहीं  मिलता.

दोस्ती शायद ज़िंदगी होती है

दोस्ती शायद ज़िंदगी होती है
जो हर दिल में बसी होती है
वैसे तो जी लेते है सभी अकेले मगर,
फिर भी ज़रूरत इनकी हैर किसी को होती है

तन्हा हो कभी तो मुझको ढुँदना
दुनिया से नही अपने दिल से पूछना,
आस पास ही कही बसे रहते है
यादों से नही साथ गुज़रे लम्हो से पूछना..!!

ख़वाईश ही नही अल्फ़ाज़ की,
चाहत को तो ज़रूरत है बस एहसास की,
पास होते तो मंज़र ही क्या होता,
दूर से ख़बर है हुमए आपकी हर साँस की..!!

दिल जीत ले वो जिगर हम भी रखते है
कतल कर दे वो नज़र हम भी रखते है
आपसे वादा है हुमारा हमेशा मुस्कराने का,
वरना आँखो में समुंदर हम भी रखते है

प्यार आ जाता है आँखों में रोने से पहले,
हर ख़वाब टूट जाता है सोने से पहले,
इश्क़ है गुनाह एह तो समझ गाये
काश कोई रोक लेता एह गुनाह होने से पहले..!!

पलकों से उठा के ये ख़वाब,
सजाए है क़दमों में तेरे,
संभाल के रखना क़दम,
कही कुचल ना जाए ख़वाब ये मेरे..!

dosti kya hai?

Kya khabar tum ko dosti kya hai?
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai,
Khwahishon say bhara jazeera bhi hai,
Bohat anmol ik heera bhi hai,
Dosti ik haseen khwab bhi hai,
Pass say dekho tou sarab bhi hai,
Dukh milnay pe ye azab bhi hai,
Aur ye piyar ka jawaz bhi hai,
Dosti yoon tou maya jaal bhi hai,
Ik haqeeqat bhi hai khayal bhi hai,
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai,
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai,
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai,
Dil main reh jaiay tou kassuk bhi hai,
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai,
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai,
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai,
Wafa kia hai wafa bhi dosti hai,
Dil say nikli dua bhi dosti hai,
Bus itna samajh lo,
Payar ki inteha bhi dosti hai.

Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai

Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai,
Dosti Khilte Phool Ki Khushbu Mein Hai,
Dosti Ugte Suraj Ki Kirno Mein Hai,
Dosti Har Naye Rishte Ki Umeed Hai,
Dosti Khwaab Hai, Dosti Jeet Hai,
Dosti Pyaar Hai, Dosti Geet Hai,
Dosti Sang Chalti Hawaaon Mein Hai,
Dosti In Barasti Ghataaon Mein Hai,
Dosti Doston Kiwafaaon Mein Hai,
Haat Utha Kar Jo Maangi Hai Dua,
Dosti Ka Asar In Duaaon Mein Hai,
Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai.

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye,
Tark-e-Taalluqaat Ka Charcha Na Kijiye,
Jurm-O-Sitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart Hai.
Palkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na Kijiye,
Aisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot Jaaye,
Har Roz Mujhse Vaada-e-Fardaa Na Kijiye,
Hamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain Aap,
Us Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye.

Saturday, 9 February 2013

Humko mohabbat hai zindgi se

Apno se juda kar deti hai,
Aakhon mein paani bhar deti hai,
Kitni shikayat hai zindgi se.
Phir bhi iska aitbaar hai,
Phir bhi iska intzaar hai,
Humko mohabbat hai zindgi se.
Kabhi khushiyon ka mela lagta hai,
Kabhi har koi akela lagta hai.
Kabhi humpe karam pharmati hai,
Kabhi humse nazar churati hai.
Palkon se isko chakhte hain,
Isey pass hi apne rakhte hain,
Itni nazakat hai zindgi se,
Humko mohabbat hai zindgi se.
Humko adaayein dikhati hai ye,
Jeena bhi humko sikhati hai ye.
Kabhi paas hai to kabhi door hai,
Ye zindgi bhi badi mashhoor hai.
Kabhi karti hai aankh micholi,
kabhi sajaye sapno ki doli,
Itni shararat hai zindgi se.
Humko mohabbat hai zindgi se.
Door ye ho to ghum hota hai,
Pass ho to iska karam hota hai.
Khud apni marzi se chalti hai,
Suraj ki tarah se ye dhalti hai.
Isey jab bhi hum dekhte hain,
Mann hi mann ye sochte hain,
Kitni hifazat hai zindgi se.
Humko mohabbat hai zindgi se.
Aansu bhi ho to pee lete hain,
Pal do pal khushi se jee lete hain.
Har pal humko nahi hai roka,
Thoda humko bhi deti mouka.
Zindgi gujar jaaye taqraar mein,
Chahe gujar jaaye ye pyaar mein,
Itni izazat hai zindgi se.
Humko mohabbat hai zindgi se.