Hum par jo gujri hain kya tum sun b paoge
Najuk sa dil rakhte ho tum rone lag jaoge,
Bahut dukh diye h “Takdeer” aur “Duniya” ne
Betho mere pas “Mohabbat” karna bhul jaoge
Najuk sa dil rakhte ho tum rone lag jaoge,
Bahut dukh diye h “Takdeer” aur “Duniya” ne
Betho mere pas “Mohabbat” karna bhul jaoge
. . . . . . . . . .
Tere ishq ka ye kitna haseen ehsaas hain,
Lagta hai jaise tu har pal mere paas hain,
Mohabbat teri deewangi ban chuki hai meri,
Aur ab zindagi ki aarzoo sirf tumhare sath hai.
Lagta hai jaise tu har pal mere paas hain,
Mohabbat teri deewangi ban chuki hai meri,
Aur ab zindagi ki aarzoo sirf tumhare sath hai.
. . . . . . . . . .
Kitni Jaldi Yeh Mulakat Gujar Jaati Hai,
Pyas Bujhti Nahi Ke Barsaat Gujar Jaati Hai,
Aapki Yaadon Se Kah Do Ke Yun Na Aaya Karen,
Neend Aati Nahi Aur Raat Gujar Jaati Hai
Pyas Bujhti Nahi Ke Barsaat Gujar Jaati Hai,
Aapki Yaadon Se Kah Do Ke Yun Na Aaya Karen,
Neend Aati Nahi Aur Raat Gujar Jaati Hai
. . . . . . . . . .
Sari-Sari Raat Naa Soye Hum,
Raato Ko uth-uth Ke Khub Roye Hum,
Bas ek Baar Mera Kasoor Bata De,
Itna Pyar Kar ke Bhi Kyu Na Huye Tere hum
Raato Ko uth-uth Ke Khub Roye Hum,
Bas ek Baar Mera Kasoor Bata De,
Itna Pyar Kar ke Bhi Kyu Na Huye Tere hum
. . . . . . . . . .
Aap khud nhi janti aap kitni pyari ho
Jaan to hamari par jaan se pyaari ho
Duriyon k hone se koi fark nhi padta
Aap kl b hamari thi aaj b hamari ho
Jaan to hamari par jaan se pyaari ho
Duriyon k hone se koi fark nhi padta
Aap kl b hamari thi aaj b hamari ho
. . . . . . . . . .
Yaadon me humari aap bhi khoye honge,
Khuli aankho se kbhi aap bhi soye honge,
Mana hasna hain adaa gam chhupane ki
Par haste haste kabhi aap bhi roye honge.
Khuli aankho se kbhi aap bhi soye honge,
Mana hasna hain adaa gam chhupane ki
Par haste haste kabhi aap bhi roye honge.