Thursday, 28 February 2013

दोस्त कोई तुम जैसा नहीं मिलता

लोग कहते हैं ज़मीं पर किसी को खुदा नहीं मीलता
शायद उन लोगों को दोस्त कोई तुम-सा नहीं मिलता,


किस्मतवालों को ही मिलता है पनाह कीसी के दिल में
यूं हर शख़्स को तो जन्नत का पता नहीं मिलता,

अपने सायें से भी ज़यादा यकीं है मुझे तुम पर
अंधेरों में तुम तो मिलजाते हो, साया नहीं मिलता,

इस बेवफ़ा ज़िंदगी से शायद मुझे इतनी मोहब्बत ना होती
अगर इस ज़िंदगी में दोस्त कोई तुम जैसा नहीं  मिलता.

दोस्ती शायद ज़िंदगी होती है

दोस्ती शायद ज़िंदगी होती है
जो हर दिल में बसी होती है
वैसे तो जी लेते है सभी अकेले मगर,
फिर भी ज़रूरत इनकी हैर किसी को होती है

तन्हा हो कभी तो मुझको ढुँदना
दुनिया से नही अपने दिल से पूछना,
आस पास ही कही बसे रहते है
यादों से नही साथ गुज़रे लम्हो से पूछना..!!

ख़वाईश ही नही अल्फ़ाज़ की,
चाहत को तो ज़रूरत है बस एहसास की,
पास होते तो मंज़र ही क्या होता,
दूर से ख़बर है हुमए आपकी हर साँस की..!!

दिल जीत ले वो जिगर हम भी रखते है
कतल कर दे वो नज़र हम भी रखते है
आपसे वादा है हुमारा हमेशा मुस्कराने का,
वरना आँखो में समुंदर हम भी रखते है

प्यार आ जाता है आँखों में रोने से पहले,
हर ख़वाब टूट जाता है सोने से पहले,
इश्क़ है गुनाह एह तो समझ गाये
काश कोई रोक लेता एह गुनाह होने से पहले..!!

पलकों से उठा के ये ख़वाब,
सजाए है क़दमों में तेरे,
संभाल के रखना क़दम,
कही कुचल ना जाए ख़वाब ये मेरे..!

dosti kya hai?

Kya khabar tum ko dosti kya hai?
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai,
Khwahishon say bhara jazeera bhi hai,
Bohat anmol ik heera bhi hai,
Dosti ik haseen khwab bhi hai,
Pass say dekho tou sarab bhi hai,
Dukh milnay pe ye azab bhi hai,
Aur ye piyar ka jawaz bhi hai,
Dosti yoon tou maya jaal bhi hai,
Ik haqeeqat bhi hai khayal bhi hai,
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai,
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai,
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai,
Dil main reh jaiay tou kassuk bhi hai,
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai,
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai,
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai,
Wafa kia hai wafa bhi dosti hai,
Dil say nikli dua bhi dosti hai,
Bus itna samajh lo,
Payar ki inteha bhi dosti hai.

Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai

Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai,
Dosti Khilte Phool Ki Khushbu Mein Hai,
Dosti Ugte Suraj Ki Kirno Mein Hai,
Dosti Har Naye Rishte Ki Umeed Hai,
Dosti Khwaab Hai, Dosti Jeet Hai,
Dosti Pyaar Hai, Dosti Geet Hai,
Dosti Sang Chalti Hawaaon Mein Hai,
Dosti In Barasti Ghataaon Mein Hai,
Dosti Doston Kiwafaaon Mein Hai,
Haat Utha Kar Jo Maangi Hai Dua,
Dosti Ka Asar In Duaaon Mein Hai,
Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai.

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye,
Tark-e-Taalluqaat Ka Charcha Na Kijiye,
Jurm-O-Sitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart Hai.
Palkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na Kijiye,
Aisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot Jaaye,
Har Roz Mujhse Vaada-e-Fardaa Na Kijiye,
Hamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain Aap,
Us Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye.