Sunday, 30 September 2012

bhad me jao





















 Har aasman me sitare nahi hote
Har samandr ke kinare nahi hote
Har nazar se ishare nahi hote
Har bahar me nazare nahi hote
Har park me fuvare nahi hote
Har jaam ke paimane nahi hote
Sabhi hasino ke diwane nahi hote
Har gum ke fasane nahi hote
Har mahatma sant nahi hota
Har msg ka ant nahi hota,
Ped par lage hain aam jakar tod lo,
Agar kuch reh gaya hai to khud jod lo,
Ab gusse se muh na fulao,
Mentos khao
dimag ki batti jalao
aur bijali ka bill bachao
bahut ho gaya ab mera dimag mat khao
padhna ho to pado nahin to bhad me jao

No comments:

Post a Comment