Saturday, 6 October 2012

Zindgi Shayri

Ek parinde ka dard bhara fasana tha
Tute the pankh or udte hue jana tha
Tufan to jhel gya Par hua ek afsos.
wahi daal tuti jispe uska ashiyana tha.
:(:):(:):(:):(:):(:):
Phoolo Ki Tarif Sab Karte Hai
Mushkil Se Log kaanton Pe Gour Karte Hai,
Maali Sirf Naam ke Hote Hai
Phoolo Ki Hifazat Kaanten Hi Karte Hai !
:(:):(:):(:):(:):(:):
Har Shabd Me Arth hota hai,
Har Arth Me Tark hota hai,
Sab Kehte hai hum Hanste Bahut hai,
Lekin Hansne waalon Ke Dil Me Bhi Dard hota hai
:(:):(:):(:):(:):(:):
Har Saanz Keh Jaati Hai Ek Kahani,
Har Subah Le Aati Hai Nayi Kahani,
Raste Toh Badalte Hai Har Din,
Lekin Manzil Reh Jaati Hai Wohi Purani.
:(:):(:):(:):(:):(:):
Mat Kr Gam Itna Tu Dil Tode Jane ka..
Ke Khuda Hisab Rakhta He Har Bure Aur Sayane ka..
Ke Maut Aani Hogi Tab Ayegi..
Uthale Maza Jindgi K Paimane ka..
:(:):(:):(:):(:):(:):
Socha n tha k haal aisa b hoga
jawab de n skenge sawal aisa b hoga
jisko bhulane k liye krni hogi itni kosish
zndgi me koi haseen khyal aisa b hoga
:(:):(:):(:):(:):(:):
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata
:(:):(:):(:):(:):(:):
ankho me Aansu hi
Phir bi labo pe muskan hi
Jena jab har haal m hi
To haske jeene m kya nuksaan hi.
So kep Smiling.
:(:):(:):(:):(:):(:):
Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti,
Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti,
Agar hota khuda ko ehsaas dard ka,
to use dard dene ki Aadat nahi hoti
:(:):(:):(:):(:):(:):
Aandhiyon me bhi jaise kuch chirag jala kartey hai,
Utni hi himmat e hausla hum bhi rakha kartey hai,
Manzilon abhi aur dur hai hamari Manzil,
Chaand sitarey to raahon me mila kartey hai
:(:):(:):(:):(:):(:):
Koi Toote To Use Sajana Seekho,
Koi Roothe To Use Manana Seekho,
Rishte To Milte Hai Mukaddar Se,
Bas,
Use Khoobsurti Se Nibhana Seekho..
:(:):(:):(:):(:):(:):

No comments:

Post a Comment